Niyat kuch dagmaga sa laga unka
Jab wo alfazo se nehi labbo se baate karne ki baat ki
Mann hamara bhi thoda sa machla
Lekin mauka haath se nikal gaya jab hamne sakh launda banne ki thaan li
Friday, January 3, 2025
Sabka dil to sone ka hota hai
Bas sone to tarasne wali chahiye
Pyar karne wale to bahoot milenge
Bas nibhane wali chahiye
...