Search This Blog
Sunday, March 30, 2025
Thursday, March 13, 2025
Itna din chala gaye
Intezar may
Kaan taras gaye
Intezar may
Do baatein mohabbat ki na mili
Intezar may
Do baatein me kya rakha hai
Aapke liye to pura blog pada hai
Chah ke bhi chun nehi payenge kuch khash sayari
Kiuki Sara blog hi aapke baato se bhara pada hai
Blog nahi
Iqrar chahiye
Bandh labaz nahi
Abh Izhar chahiye
Labz to mood ke upar hota hai
Kabhi pyar to kabhi takraar bayan karta hai
Inpe bharosa na karna
Ye pal me badal jata hai
Subscribe to:
Posts (Atom)