Search This Blog

Thursday, March 13, 2025

Itna din chala gaye Intezar may Kaan taras gaye Intezar may Do baatein mohabbat ki na mili Intezar may Do baatein me kya rakha hai Aapke liye to pura blog pada hai Chah ke bhi chun nehi payenge kuch khash sayari Kiuki Sara blog hi aapke baato se bhara pada hai Blog nahi Iqrar chahiye Bandh labaz nahi Abh Izhar chahiye Labz to mood ke upar hota hai Kabhi pyar to kabhi takraar bayan karta hai Inpe bharosa na karna Ye pal me badal jata hai

No comments:

Post a Comment