Kal se sutta bandh...
Par kaun jane
Kal kab aayega
Kab aake chala jayega
Par hamesa yehi yaad dilayega
Jo kal hamne kaha tha
Yahi ki kal se sutta bandh
Kya ye kabhi ho payega
Par hamesa ki tarah
Kal, kal me badal jayega
Kiu ki kal kabhi nehi aayega...
No comments:
Post a Comment