Search This Blog

Wednesday, April 20, 2022

Na kisi ka daar hoga Na kisi ka jane ka gam hoga Tum pass rahoge to romantic ahsas hoga Duub jayenge pyar ki aagosh me Tum jo hoge paas mere Yesa mauka fir kab milega Mammi Ghar pe nehi hai uska kab fayda hoga Sath me bitayenge raat Karenge mithi mithi baat Wo pal me sirf hum aur tum rahenge Pal pal khash banayenge Dil aa gaya hai aappe Ye hum aapko ashsaas dilayenge Pata nehi chalega kayse bit jayegi ye raat Aapko hamesa yaad aagei ish pal ka ahsaas Ferenge aapki baalo me haath Jayse hawa ka jhoka bahati hai Nadi ke sath Madosh ho kar samayenge apki bahoo me Jayse samandar sama leta hai Nadi ko aapni aagosh me Shama yesa badhenge ki aap kabhi na bhul payenge Aur Subah uth kar aap fir se raat me samane chahenge

No comments:

Post a Comment