Ye waqt hai jo
Samay ka cadar chadha deta hai
Masum hai hum jo
Aap hamesa ilajam chadha dete hai
Koi kisi ko nehi bhulta
Ye to samay ka kahar hai
Jo hamesa cadar chadhane me laga rahata hai
Aapko dhyan rakhna hoga
Samy samy par waqt ke
Chadar ko hatate rahana hoga
Hum to bekasur hai
Kasoorwar to ye waqt hai
Iljaam unpe lagaiye
Aur unse jake puchiye
Ye waqt tu thahata kiu nehi
Ye waqt tu
Rukta kiu nehi
No comments:
Post a Comment