Sabko mohabbat ka isara mil jata
Isliye rok liya dil ki alfazo ko
Par muskaan ko kayse rokta
Unki yaado pe kayse baand lagata
Dil ki suno to bayan karne ka joz sa aata
Par dimag hai jo hamesa usko kabu me rakhta
Dil to dil se sochta hai
Dimag hai jo zamane se darta hai
Usiliye dil ko kaabu me aur jubaan ko bayaan karne se rokta hai
No comments:
Post a Comment