dhukh dard peeda,
Yehi to jiban hamara,
Kash ye fashla dur ho jata,
Jine ka sahara mil jata,
Agar wo hoti pass,
To sara jamana mil jata...
- Krish
Aankho ko sukoon,
Dil ko rahatt,
Hotho ko muskurahat,
Bahoon ko sohbat,
Aur humein jeene ka sahara mil jata...
- Nisha
No comments:
Post a Comment