Bahoot sayari hai likhe maine chand ke liye,
Ab chand ko kisi aur ki sayari pasand aagai,
Unhone kaha sikhe kuch unse,
Jabki humne kabhi chand ki roshni ko kisi se toula nehi...
-Krish
Tarey hotay hai hazar,jb hoti h sham ,
Roshan krte hai zameno ko tamam ,
Meri toh roshni hai mere suraj
se hi,
Bakiyo se kya tulna,
Aur kisi aur se hamara Kya kaam....
-Nisha
Jaha dil na lage,
Waha hum ko yaad kar lena,
Jo koi puche ,
Unse hamara naam kah dena...
-Krish
No comments:
Post a Comment