Pyar ishq mahoobaat,
Kharab karti hai halat,
Dur rahiye in moh maya se,
Kahii rula na de aapko aasu se...
Wednesday, March 27, 2024
Din kya raat kya
Hum to hamesha hi apke bare me sochte hai
Aap hi hai jo raat din me farak karte hai
Hum to har pal aapko zahan me rakhte hai
Sunday, March 17, 2024
Waqt se pahale kuch nehi hota,
Jiska waqt wo kat ke hi jayega,
Koi kisi ka waqt na le saka hai na le sakega,
Jis din jiska waqt aayega uuse jana hi padega...
Saturday, March 9, 2024
Aapne dil ko eu sawaro ki koi zakham na de sake,
Aapne zindagi ko eu nikharo ki koi aasu na baha sake,
Kato se Phool ko kyu chunna,
Wo toh 2 din may murjha jatey hai,
Chuuna hai toh sitaro jaisa chunna,
Jo apni roshini se apke gulistan ko roshan krde...
Friday, March 8, 2024
Sab hormones ka hi dosh hai,
Dil to eu hi badnaam hai,
Signal to dimag bhejta hai,
Aur bichara insaan pagalpanti karta hai...
Sunday, March 3, 2024
Bhula kr bhi na bhula sakogi
Hm aisi yaadein denge
Mand mand muskuraogi
Hm aise haseen pal denge...
Saturday, March 2, 2024
Khone ka daar unko hota hoga ,
jinko bharosa nehi,
Hum to bharosa me jite hai,
Khone ke daar se nehi...