Search This Blog

Monday, January 30, 2023

Wo pyar hi kya jisko jatana pare, Wo Mohabbat hi kya jiske kissay kudko sunana pade, Wo gulistan hi kya jo khiche nehi apne taraf, Aur wo khayal rakhna hi kya jisko batana pade...

Friday, January 20, 2023

Tm mere dil may ho, meri dua ho , Tm mere har marz ki dawa ho, Tm mere ahasaas ho, Tum hi mere hal pal ka saath ho...

Thursday, January 19, 2023

Wo muskh hi kya jo khushboo na faila paye, Wo ishq hi kya jo narazgi na smjh paye...

Wednesday, January 18, 2023

Kuch yese pal likhe hai aapne eis dil ke panno me, Jise maan hamesa pardhna chahe, Yese hi likhte rahana hamesa , Taki kabhi kitab khatam na ho paye...
Dil hai to dharkane hai, Aankh hai to roshni hai, Badal hai to barsaat hai, Nadi hai to bahaw hai, Raat hai to din hai, Chand hai to chandni hai, Dimag hai to soch hai, Aur har soch me aap hai Tabhi aap hai to hum hai...
Jb likhi hui baat ho jati hai puri, Tbh mann ko sukoon milta hai, ki likhi thi hamne hi wo shayeri kabhi...

Friday, January 13, 2023

Mana ki hum apke dil ke kareeb nehi, Mana ki aap hamse nasamaj hai, Mana ki aap humse naraz hai, Mana ki hame ijhar karna nehi aata, Mana ki hume aata nehi manana, Mana ki hum aapke liye kash nehi, Par aap to hamare kiye kash hai...
Dil na samaj hai hamara, Yese na dil ko tarsaiye, Thoda to raham khaiye, Yese pathar dil na baniye...
Kuch to boliye , Yese na muh moriye, Aap se hi jahan sara hamara, Yese hamare jag ko na ujariye..
Hum to hai na samaj , Hame maaf kar dijiye, Hui galti to hame daat dijiye...
AAP yese ruthogi humse, To zamana ruth jayega, Aap jo ruthogi humse, To hame nind kaise aayega...
Tara bhi tut jata hai, Waqt bhi badal jata hai, Hum to insaan hai, Soch to badal jata hai...

Monday, January 9, 2023

Izhar karo to khusi se karo, Dil ki armaano ko jubaan se baayan karo, Izhar karo to khusi se karo, Dil ki armaano ko jubaan se baayan karo, Alfaaz yese chuno ki , Jo bhi sune raza manji kar jaye...
Wo puchti hai kya aap hame miss karte hai, Nadan hai wo jo ye nehi samajti, Ki hum to unhe hamesha paas masoosh karte hai...

Sunday, January 8, 2023

U hv the heart, U hv the key, Then y u bother, Abt security....
Wo to choti baachi hai, Aakal ki kaachi hai, Nehi samaj aata usko date wate, Hath me sugar candy pakra do, Jeda nasha gana baja do, Nach ke ,kha ke mast so jayegi n uthegi late, Kya hi hota hai ye date wate...
Alfaaj nehi mil rahe hai , Apki Khoobsurati ki taarif me, Aur Aap gane ki baat kar rahe hai, Kuch baate jubaan se , bayaan nehi kar sakte , Aur aap sayari ki irsaad ki baat kar rahe hai...

Saturday, January 7, 2023

You are my reader, I am ur favourite book, When you're sad , Open the chapter which makes u smile, When in doubt, open the chapter which gave u confidence, When u are angry , Open the chapter which soothes you, When you are alone, Please read me again, Keep reading me till eternity...
Nashe me ho khali wadia bhi, haseen lagti hai, Nasha tutne ke baad hi , Sacchai se mukallat hoti hai...

Friday, January 6, 2023

Tum bol nehi paati, Par hum samaj lete hai, Isiliye aapki maan ki baat, Hum apne sabdo me bayan kar dete hai...
Wo meri aakhon me dekh ke chali gai, jo uuse dekhna tha, Wo samjhi hum uspe marte hai, Magar ye to taswiz thi unke liye, Jo wo samaj na pai...

Monday, January 2, 2023

dhukh dard peeda, Yehi to jiban hamara, Kash ye fashla dur ho jata, Jine ka sahara mil jata, Agar wo hoti pass, To sara jamana mil jata... - Krish Aankho ko sukoon, Dil ko rahatt, Hotho ko muskurahat, Bahoon ko sohbat, Aur humein jeene ka sahara mil jata... - Nisha