Search This Blog

Wednesday, November 30, 2022

Fursat me yaad kar lete the, Wo hame, Aur hum khud ko khash , samaj baithe the... Kisi ne ye kah ke rishta tod dia, Na puch ke har nata tod dia, Kayse samjhate unhe, Fursat me jo yaad aate hai, Wo khash hote hai, Dil ki har ek soch fursat me, Aabhi bhi unhe hi yaad karte hai....

Thursday, November 24, 2022

Hum tumhare pass hai ., Hum tumhare sath hai ., Tum mano ya na mano ., Hum to tumhare khaas hai .,
Dunia to hamesa se zalim hi rahi hai. Sidhe shadhe insaan ko hamesa se satate rahi hai., Yaha to kamime logo ka bol bala hai. Dunia ne bhi yehi mana hai.,
Tum meri kabita ki aawaj ho., Tum meri dil ki dhadkan ho., Tum meri rago me bahata khoon ho. Tum meri aakho ki roshni ho., Tum meri haatho ki lakir ho., Tum meri chalne ki rah ho., Tum meri kano ki dhun ho., Tum meri jishm ki ruh ho., In short., Tum meri zindagi ho.,...
Kabil e tareef toh apki mohabbat hai., Jisne Roshan kr rakhi h meri zindagi!. Hum to mohabbat ka matlab hi nehin jante., Hamne to bas dua me apki khushi mangi hai., Aap kush rahe hamesa ., Roshan rahe aapki zindagi., Bas yehi arji darkhat hai ki
Suna hai., Apke naam se roshn meri aankho se jalta h Chand bhi,... Naam me kya rakha hai. Naam to badalte rahate hai., Aapki aakho ki kya kare tarif ., Chand kya suraj bhi aapki., Aakho ki camak se sarma jate hai.,..
Hmne jo do ghut apke Ishq k lagaye., Charha Nasha aap ko!.... Ishq ka nasha hai hi begarz., Pita koi aur hai., Charta kisi aur ko hai.,
Nasha kaha sarab me hota hai., Sarab ho bahana hai., Aapki baato me jo nasha hai., Wo kaun sa sarab de sakta hai...
Pahale se hi taiyari aachi aadat hoti hai., Kisi ko chorhne ki sayari likhi jati hai., Muh morne ki wajah koi wese khash hoti nehi., Ye to bas nasamaj dil ko bahalane kitarqeeb hoti hai,...

Sunday, November 20, 2022

Do 4 to mar hi jayenge 5-10 behosh 15-20 ka line, Aap itna aag lagaogi, To kayse bachenge ye sab,..

Friday, November 18, 2022

Kabhi kabhi dimag me aa jata hai, Dil ka isme koi kasoor nehi hota hai, Ye to bas dimag ki rachna hai, Dil ko isme involve nehi karna hai, Dil ka game bara khatarnaak hota hai, Dimag chah ke bhi solve nehi kar pata hai, Jitna koshis karta hai Utna ulaj jata hai, Bas kabhi kabhi dimag me aa jata hai,
tum ho mere pass... Kaha tumhare dil ya dharkaan ke pass.. Dil me hu to bhownao ko khoon ki tarah bahane dena, Dharkaan me hu to kabhi na thamne dena.
Main na sayar na open mic me bolta hu... Yese bas kabhi kabhi 2-4 line likh deta hu... Sunna hai to inse suniye ... Jo open mic n sayari me maharat hasil kiye. hum to naxhiz hai kaha hum likhna jante hai..

Thursday, November 17, 2022

Taaro se puchiye kaisa kat Raha waqt apke bagair, Jayse andhera cha jata hai chandni ke bagair, Taare to waqt kaat lete hai ye soch kar, Fir se aayegi chand chandni lekar, Hum bhi unhi taaro ko dekhkar, Samhaal lete hai ish begair dil ko fir ek baar, Aaye wo raat ye soch kar, Jab aap aur hum milenge fir ek baar...
Ap hmse kyu dur hai, Hum nehi ye jamana kasoorwar hai, Kah do is zamane se, Dur huye to kya, Rehte hai aapke dil me...
Hamari har chiz may hami hai, Par fir bhi kahi narajgi hai, Aap hamse itna dur jo rahate ho, Kayse dur kare is narajgi ko..
Aapne jo ruth jate hai , To mann kharab ho jata hai, Gar ko manana to aashan hota hai, Par apne ko maana itna mushkil kiu ho jata hai??
Aapse hi to jindegi hai, Aapse hi to hai sara jaha, Aap ruth jaogi to, Kayse lagega mera jiya...

Pubg

Dedicated to all the people in "khunnas' #PUBG EDITION - Weapons available in PUBG - AWM - SNIPER KAR 98- SNIPER °-Vehicle in Pubg - Disguised suit in Pubg Kabhi aa PUBG me Aur "Pochinki"* me mil, Tera character ko kardunga nill, Tera jamir jayega hill, Tu kabhi nehi fir se sochega abt kill, Kiu ki uspe bhi tujhe lagega bill, Tujhe kabhi nehi karne dunga chill , "Shotgun"'* se tujhe headshot marunga, Tera pichwade se dhua bhi nehi niklega, "Uzi"* se barsaunga tere pe kayamat, Plz bhai ye sunke rona mat, "Ump9"* se tujhe yesa channi karunga , Ki sapne me bhi mera kahar barsega, "'Scar-L"* se tere pe lagaunga Scar wesa, Tere astitwa se nehi mitega daag yesa, "M416"* pe skin lagake Bajaunga tera band daura daurake., "AKM"* agar mila mujhe to tera khar nehi , Kiuki mera najar kabhi tujse hata nehi, Agar mil bhi gaya tujhe "gili suit", Par fir bhi tujhe "Kar98"* se karunga shoot, "AWM"* se 400 meter dur se bina scope ke udaunga tujhe, Hosh to urdh gaya hoga tera ye sunke, "Flag grenade"* se tujhe karunga knockout , Tera dost bhi nehi tujhe kar payega revive , "Gari"^ se tujhe kuchlunga, Kitna bhi tu apne aap ko samj le P.T.Usha, Akhir me agar mere paas kuch na hua to bhi 'Pan'* se Bina pani ke tarpa tarpa ke tujhe karunga kill, Jayese saap mendhak ko nehi chorta hai even in bill , Kabhi sach mein Mila chance.., To Marunga ak ak ko Aur karuga Lungi dance..

Wednesday, November 16, 2022

Ye to do dilo ki baatein hai Aam makhluqat kya samjhenge Jumle bayaan kar denge sbke liye Lekin Kya zamana uska tarjuma kr payenge Maine tarjume karne chor diye h Meri hasi se mere dil ka haal smjhne wali mil gayi hoti to Sabko mohabbat ka isara mil jata Isliye rok liya dil ki alfazo ko Par muskaan ko kayse rokta Unki yaado pe kayse baand lagata Dil ki suno to bayan karne ka joz sa aata Par dimag hai jo hamesa usko kabu me rakhta Dil to dil se sochta hai Dimag hai jo zamane se darta hai Usiliye dil ko kaabu me aur jubaan ko bayaan karne se rokta hai.. -Krish
Sabko mohabbat ka isara mil jata Isliye rok liya dil ki alfazo ko Par muskaan ko kayse rokta Unki yaado pe kayse baand lagata Dil ki suno to bayan karne ka joz sa aata Par dimag hai jo hamesa usko kabu me rakhta Dil to dil se sochta hai Dimag hai jo zamane se darta hai Usiliye dil ko kaabu me aur jubaan ko bayaan karne se rokta hai
Ye to do dilo ki baatein hai Aam makhluqat kya samjhenge Jumle bayaan kar denge sbke liye Lekin Kya zamana uska tarjuma kr payenge. - Krish
Chand se rosni ki sihaae leke Likh daale hamne kush lafj Unhone kaha samet ke rakho in yaado ko Kabhi saath me pardhenge hum
Expectations jab jayda hoga to Kayse nind puri hogi Suraj jab aasmann me rahega To chand kayse dikhegi.. - Krish
Apse abhi toh dil ki baatein ki bhi nahi Haal chal pucha toh Bann gayi shayeri- -battery Jamana bara begardh hai Aap purche hamari khariyat Unhe lagya inke bich me hai mohabbat 😂😂
Kaun sayar kaysi sayari Kaun sayar kaysi sayari Normaly Ye to alfaso ka her fer hai Bhaona to same same hai

Sunday, November 13, 2022

Carbon jaysi bhi hai sabke sath bond bana leti hai Par carbon jab diamond ban jati hai To bana hua bond torne nehi deti

Saturday, November 12, 2022

Usne mere mazak to meri tanhai kaa naam de dia Usne mere dimag ke practicality ko nazuk dil ka naam de dia Usne mere khamosi ko alfazo ka naam de dia Wo kar gai dawa hame pahachan ne ka Aakhir me wahi hua jo hamesa hota hai Saath nibhane ka daawa kar ke Wo aakhir me kah gai Main to tumhare sath hamesa hi hu Mae to hamsafar nehi hamdard hu
Wo mile aise K mano sb kuch mil gyaa Yesha usne kaha ki dil pighal gaya Dimag ne kaha mat sun pagle Par dil to dil hai Kab dia dimag ki sunne Jab ussi ne kaha ki aapko milega koi aur bahatar hamse Dil roya aur kya jhelna to dimag ko hi para
Manzil kaun tair karta hai Waqt kab thaharta hai Ye zalim dil hi hai jo dimag ko kabu me karke dhokhe se talash khatam karwa deta hai
Jindegi thakne ka naam nehi Talaash kabhi hota khatam nehi Ehsaash to bas dil ka khel hai Dimag ko fasana uska kaam hai
Musafir ka ghar nehi hota Dil ka thikana nehi hota Jaha mile musafir ko jagah Wahi bana leta hai basera Dil bhi usi ki raaho ko hi apnata Jaha mile uuse aapnapan Wahi jake kuch pal ke liye tahar jata
[11/12, 11:30 PM] Anamika: Dil ka kya bharosha Jo aaj yahei to kal kahi Waqt hi takije par sab hai likha Bayan hoti hai juban/dimag ke dwara Isiliye to kahata hu dil ki na suno Mentos khao aapni dimag ki baato jalao
Mera sara waqt apka hai Par waqt hai jalim Jo aapko hamse Aur humko aapse juda rakhta hai

Friday, November 11, 2022

Madhosh

Uski soch me hum yese madhosh huye Uski soch me hum yese madhosh huye Ki koi kuch bhi bole samaj na ye Uski dhun me hum itne magan huye Ki koi kuch bhi puche hum jawab na de paye Ye kaysi madhoshi hai ye kaysi dhun hai Jo bhi sune ,dhekhe, samjhe aapka hi ahhsaash dilaye

Thursday, November 10, 2022

Water ka na colour hai Na smell hai Na taste Fir bhi ak dam hai purest Sab ko pata hai iska worth Fir bhi sabhi karte hai isko bayarth Jab khatam jo jayega water Tab samaj me aayega inko matter Mujhe kya tab to main nehi rahunga Jaye sab andar ke gatar
only if it was that easy I was be on NASA Planning to walk on Moon But reallity is that I m not on nasa And cant plan to walk on moon But i m in my dream I always fly so high Accross the moon To my fairy toon Not anybody not even NASA Can go thereby "If it was that easy" Nasa could hav stopped me 😂
Pyar kabhi jataya nehi jata Pyar kabhi samjaya nehi jata Pyar to ahsaash ka naam hai Pyar ko to bas masoosh kia jata hai

Nazm

Wo pyar ki kya Jo Kisi ke chale jane se khatam ho jaye Wo nazm hi kya jo kisi ke chale jane se haal e dil ki dastan na sunaye

Rang

Kya lal kya hara Tumse hi hai sab rang mera Tumhare bina ye sab rand adhura Tumse hi to hota hu main pura

Wednesday, November 9, 2022

Khwaish

Har khwaish Puri nehi hoti Har mohabbat mukamal nehi hoti Ha safar kamiyaab nehi hoti Har manjil hasil nehi hoti Fir bhi hum khwaishse karte hai Safar tai karte hai Mohabbat karte hai Manjil ki sochte hai Kiu ki ummeed se hi to jindgi hai Har dil ki bandagi hai Wo jindagi hi kya jisme Khwaish, mohabbat,safar , manjil hi na ho

Email se female

Attachments email tak hi aachi lagti hai Kioki, email se female ta distance nasibalo ke liye hota hai, Hum jayse logo ke liye hamesa 404 error aata hai..

Time

TIME its universal It’s expensive Its scarce Its funny Its scary it can have everything and then another moment it’s just opposite like playing cat and mouse It can only be felt So plan, play, utilise, it properly Until it consumes you… Time
Nasha me to kayar bhi sach bolte hai Sach bolna hi ek nasha hai To kya hum hamesa Nashe me hi rahate hai?

Madhosh

Madhosh to log alfaso me hote hai Sarab me wo madhosi kaha Jo aapki alfaso me hai Isiliye to hum sarab se nehi apki alfaso se madhosh hote hai

Dil ka saacha

Ladka waise acha hai Dil ka saacha hai Baato me kaacha hai Jaban ka paaka hai Dikhana nehi janta hai Dil nehi torta hai Har side sochta hai Galat dilasa nehi deta hai Isiliye to pyar nehi karta hai

Monday, November 7, 2022

Laptop

Laptop bhi sah nehi paya Beta matha garam karke band ho gaya Bola bhai so ja ,mujhe na tarpa Baat tu karta hai jaan meri jati hai

Zanjeer

Kuch baate bayan nehi ki jati Kuch raaaste taye kiye nehi jate Ye to app un aakho se puchiye Jo in raasto ko roj niharte rah jate hai

Misaaal

Wo chad ki kiu hamesa misal dete hai Jane kiu wo taro ko bhul jate hai Tare to chand ki gair maujudgi me bhi sath dete hai Fir kiu wo taro ki jagah chand ki misaal deta hai

Rock my world

To the moon to the stars You rock my world like a shinning star I hope u continue to throw the light in my life Like a full moon in the night

Sunday, November 6, 2022

Milna

Kitne sitam kitni paresani ko nazarandaaz kar aai wo hamse milne Suraj ke agaman se pahale nikli wo hamse milne Wo chand lamhe bitane ke liye aai wo hamse milne Chahare me muskaan aur baaton me kushi leke aai wo hamse milne Dur dariya saat samadar paar karke aai wo hamse milne Ye kaysa sitam hai kiu waqt ke pahiye ruk nehi gaye jab aai wo hamse milne Pal 2 pal me nikal gai wo hamse milke Caha ke bhi rok na paye jab wo nikal gai hamse milke Kash ye waqt inta jalim na hota kash ye kayanat hamari bhavnao ko samjhta to wo kudh unhe jane nehi dete hamse milke

Wednesday, November 2, 2022

Pagalpan

Dil kaha ruswai se darta hai Dil to dil se sochta hai Dil to bujdilo ko bhi Pyar me Jine marne ki rah Sikha deta hai Tabhi to dil ko pagal Aur uski harqato ko Pagalpan ka naam dia jata hai
Dil to pagalpan kar ke rone baith jata hai Dimag ko hi tab dor samhalna parta hai Saq kiu ka kare dimag dil par Aakhil jhelna to dimag ko hi parta hai
Rab ne soch samaj ke dil aur dimag ko banaya hai Dil ke pagalpan ko rokne ke liye dimag ka nirmaan kia hai
Dil ko samhalo Dimag ki suno Wo sahi rasta dikhata hai Dil ko kabu me rakhe ki seekh sikhata hai

Pyar ki aagosh

Begaraj khwaishye dil ki aadat hai Pyaar ki manjil barbadi hi hai Sookon kabhi pyar me milti nehi Pyar ke aagosh me khusi milti nehi

Dimag ke kaabu

Isiliye kisi mahan insaan nehi kaha hai Dil ko dimag ke kabu me rakhiye janab Chand khusi ke lamko se aage bariye Zindagi ko sawariye janab

Dil

Ye pyar do lamho ka khusi deke Puri jindagi rula jata hai Dil ko rulake yaado me jine Me majboor kar deta hai Niyat saaf ho fir bhi dhoka dhoka de jata hai Ye dil ki raho me chalne se Zindgi barbaad ho jata hai

Pyar

Ye pyar kya hota hai Kisi ne na jana Soch ke hi aage barna Kahi jite ji na pare marna

Zindagi

Zindagi itna aasan nehi Ye jeena ka sapna dikhake Dhoka de jati hai Kab kaun kisko kayse Mauka ke naam me dhoka dila jati hai