Search This Blog

Sunday, July 31, 2022

Ye lal rang pure sarir me doorta hai Ye lal rang pure sarir me doorta hai Dil se nikal kar kone kone tak pahuchta hai Isse kayse roku Kash koi isiye tahrahw laga pata Is jalim dunia se mukti dila pata
Din to sabka chalta hai Dekhne ka nazariya hota hai Mathe pe sikst kam Aur Chare me muskaan jayda hoga To din hamesa aacha hi jayega
Dil me ha Muh me na Saaf dikhta hai Chahare me Lakh chupaye Jamase se

Thursday, July 14, 2022

job mile na mile uska koi gam nehi Tum jo mil gaye ho Usse aacha koi ahsaas nehi Aana kabhi hamari galio me Hoga tumko ahsaash Ki Hamse aacha koi sathi nehi Pal hoga khash Jab aap aaoge paas Ghumenge wadio me apke sath Piroynge yaado ko Badhenge samaye ko Sawarenge aapke khayalo ko Aana kabhi hamari galio me Hoga tumko ahsaash Wo pal rahega hamesa tumhare liye khash

Monday, July 4, 2022

Ye waqt hai jo Samay ka cadar chadha deta hai Masum hai hum jo Aap hamesa ilajam chadha dete hai Koi kisi ko nehi bhulta Ye to samay ka kahar hai Jo hamesa cadar chadhane me laga rahata hai Aapko dhyan rakhna hoga Samy samy par waqt ke Chadar ko hatate rahana hoga Hum to bekasur hai Kasoorwar to ye waqt hai Iljaam unpe lagaiye Aur unse jake puchiye Ye waqt tu thahata kiu nehi Ye waqt tu Rukta kiu nehi