Search This Blog

Monday, July 31, 2023

Zindagi kaisa ajib ho gaya hai, Rang biragi titliya kaha udh gaye hai, Jise dekho paresaan rahata hai, Kaam kaaj me uljha rahata hai, Na kahi chain hai na kahi sukh, Ye jindegi kab tak rahega tera ye rukh, Yesa waqt kab aayega, Jab duniya suljha suljha lagega, Santi se baith ke gugunayenge man ke dhun, Khelenge rang birangi titlio ke sang...

Monday, July 24, 2023

Dil to sabhi de ne ka iljm karte hai, Par usko waqt Dene ka nazm koi jikar nehi kia karte, Dena hai to waqt pesh kijiye, Kiuki Isse kimti chiz to srsti rachayta bhi nehi alim kiye...
Kisi ne kaha ki hire jawahraat ladiko ki kwaish hoti hai, Hum issi soch me the ki wo hamse kya magenge, Par Unhone hamse sabse kimti chiz maag li, Hum Bina soche hamiyaji bhar diye...

Saturday, July 22, 2023

Farmaiye -krish Beqarari toh bohot kuch Kehnay ki hai, Lekin yakeen is baat ka bhi hai k smjh apko har baat ki hai... -Nisha Samaj ke bhi na samaj hone me hi bhalai hai, Itihas ko uthe ke dekh lijiye, Jisne samjha - itihas ke panno me samil ho gaye... -Krish

Monday, July 17, 2023

Starting me hi arrange marriage kar lo, koi bhi problem hi nehi aayega, Kisi bhi hotel me raho, Koi sawal nehi kar payega...
Samandar kabhi lahare khote nehi, Bhale wo roj ruth ke kinare chale jate hai, Pyar ho na ho hamse ek boond sa bhi, Magar gaharai to samandar sai hi hai...

Saturday, July 15, 2023

Jb tutta h mashhoor logo ka dil, Toh kissay bann jate hai, Waise hi jaise dharti ka dil tutta hai toh hm us tukre ko chand karar dete hai! Aur hum , Hm toh aam insaan hai, Hamare toh paros may bhi khabar nahi jate hai, Waise hi jaise lehre tarapti hai yaad may ek, dusre k lekin kabhi nahi mil nhi pate hai...

Thursday, July 13, 2023

Hogi koi hoor pari mujhe kya, Hum to insaan hai, Insaan ki insaaniyat me biswas rakhte hai, Pari to jannat me hoti hai, Wahi sobha deti hai, Hum to insaan hai, Is dharti ko hi jannat banana jante hai ....

Sunday, July 9, 2023

Kya khoya, Kya Paya, Sab hai , moh maya, Ye sab hai mann ka bramm, Na laye the kuch, Na kuch le jayenge hum...