Suraj tapta hai jalta hai
Fir bhi kuch nehi bolta hai
Usko issi baat me sukoon
Ki wo jal ke bhi dharti ko
Aabaad karte rahata hai...
Chad isi baat ka fayda utha ke
Uski roshni le ke
Aapni sundarta se darti ko mohit karta hai...
Par darti ko bhi pata hai
Ki suraj aur chand me kya farak hai
Tabhi to chand mama hi ban kar rah jata hai
No comments:
Post a Comment