Ishq-e-anjaam dard hi to hai,
Sara zamana thodi jhooth bolega,
Par gaur karne ki baat ye hai,
Zamana kayse dard shamjhega,
Dard to ishq karne wala hi masoosh karta hai..
Jab ishq mukamal nehi hota hai,
to zamana isse dard ka naam de kar badnaam kar deta hai,
Kya sach kya jooth ,
Ishq me to sab pak lagte hai...
No comments:
Post a Comment