Search This Blog

Wednesday, December 21, 2022

In raato may khubsurti tmhare honese h In hoto pay muskurahat tmhare honese h In gaalo pay lali tmhare honese h In aankho may chamak tmhare honese h Mano hmara Hona is duniya may tmhare honese h ... -Nisha Kisi ko apni raato ki khoobsurati na bana lena, Kisi ko aapni hoto ki muskurahat na bana lena, Kisiko apni gaalo ki lali na bana lena, Kisiko apni aakhon ki chamak na bana lena, Kisi ko apni duniya na bana lena , Kiu ki jab dil tutta hai to, Raato ki khoobsurati, Hoto ki muskurahat, Galo ki lali, Aakho ki chamak, Aur diniya se khusi khatam ho jati hai, Duniya badi bedard hai mere dost, Bas apni dor kisi ke hath me na dena...

No comments:

Post a Comment