Waqt ..
Waqt kisi ka na hua hai na hoga,
Waqt to waqt hai ,
Hamesa apni raho me chalta rahega,
Ye to insaan hai ki jo ,
Waqt ko aacha ,bura, kharab,haseen
Kah jate hai,
Kasoorwar to paristhiti hota hai,
Bichara waqt baadnaam ho jata hai,
Waqt to Hamesa apni raho me chalta rahata hai
Waqt to waqt hai,
Waqt kisi ka na hua hai na hoga..
No comments:
Post a Comment